A new Story

Created by AVINASH 10 years ago
Jhai Ji, Hope Aap jaha par bhi ho khush hoge, Please apna ashirwad hame dete rahna, Main, Gunu aur meenu aapse bus aapka pyaar aur ashirwad chahte hai, Aur kya kahu aap jawab to dete nahi kuch, hamesha lagta hai ki aap pass ho par baat nahi karte. Aapka Avinash